Tuesday, 28 October 2014

Saturday, 25 October 2014

72 Shaheed e karbala

KARBALA me 72 shahid
1 Hazrat Imam Hussain a.s
2 Hazrat Abbas Bin Ali a.s
3 Hazrat Ali Akber Bin Hussain a.s
4 Hazrat Ali Asghar Bin Hussaina.s
5 Hazrat Abdullah Bin Ali a.s
6 Hazrat Jafer Bin Ali a.s
7 Hazrat Usman Bin Ali a.s
8 Hazrat Abu Baker Bin Ali a.s
9 Hazrat Abu Baker Bin Hasan Bin Ali, a.s
10 Hazrat Qasim Bin Hasan Bin Ali a.s
11 Hazrat Abdullah Bin Hassan a.s
12 Hazrat Aun bin Abdullah Bin Jafer 
13 Hazrat Mohammad Bin Abdullah bin Jafer
14 Hazrat Abdullah Bin Muslim Bin Aqeel
15 Hazrat Mohammad BIN Muslim
16 Hazrat Mohammad Bin Saeed bin Aqeel
17 Hazrat Abdul Rehman Bin Aqeel
18 Hazrat Jafer Bin Aqeel
19 Hazrat Uns Bin Hars Asadi 20 Hazrat Habib Bin Mazahir Asadi
21 Hazrat Muslim Bin Ausaja Asadi
22 Hazrat Qais Bin Masher Asadi
23 Hazrat Abu Samama Umru Bin Abdullah
24 Hazrat Boreer Hamdani
25 Hazrat Hanala Bin Asad
26 Hazrat Abis Shakri
27 Hazrat Abdul Rehman Rahbi
28 Hazrat Saif Bin Hars
29 Hazrat Amer Bin Abdullah Hamdani
30 Hazrat Junada Bin Hars
31 Hazrat Majma BinAbdullah
32 Hazrat Nafey Bin Halal
33 Hazrat Hajjaj Bin Masrooq (Moazzin of Kafla-e- Kerbala)
34 Hazrat Umer Bin Qarza
35 Hazrat Abdul Rehman BinAbd-e-Rub
36 Hazrat Junada Bin Kab
37 Hazrat Amer Bin Janada
38 Hazrat Naeem Bin Ajlan
39 Hazrat Saad Bin Hars
40 Hazrat Zuhair Bin Qain
41 Hazrat Salman BinMazarib 42 Hazrat Saeed Bin Umer
43 Hazrat Abdullah BinBasheer
44 Hazrat Yazid Bin Zaid Kandi
45 Hazrat Harb Bin Umr-ul-Qais
46 Hazrat Zaheer Bin Amer
47 Hazrat Basheer Bin Amer
48 Hazrat Abdullah ArwahGahffari
49 Hazrat Jhon Ghulam Abu Zar Ghaffari
50 Hazrat Abdullah Bin Ameer
51 Hazrat Abdul Aala Bin Yazeed
52 Hazrat Saleem Bin Ameer
53 Hazrat Qasim Bin Habib
54 Hazrat Zaid Bin Saleem
55 Hazrat Noman Bin Umer
56 Hazrat Yazeed BinSabeet
57 Hazrat Amir Bin Muslim
58 Hazrat Saif Bin Malik
59 Hazrat Jabir Bin Hajjaji
60 Hazrat Masood BinHajjaji
61 Hazrat Abdul Rehman Bin Masood
62 Hazrat Baker Bin Haee
63 Hazrat Ammar Bin HassanTai
64 Hazrat Zurghama Bin Malik
65 Hazrat Kanana Bin Ateeq
66 Hazrat Aqaba Bin Sult
67 Hazrat Hur Bin Yazeed Tameemi
68 Hazrat Aqaba Bin Sult
69 Hazrat Habala Bin Ali Sheebani
70 Hazrat Qanab Bin Umer
71 Hazrat Abdullah Bin yaqter
72 Hazrat Ghulam-e-Turki Ghulam of Imam-e-SAJJAD a.s

lo muhharam aa gaya....


Sunday, 19 October 2014

Life ...



Ya Hussain. . . . .


Naamaz



 Namaz nafs ki izzat hai auliya ki qasam

Namaz din ki hurmat hai ausiya ki qasam

Namaz husne sharaafat hai ambiya ki qasam

Namaz qissa e wahdat hai kibriya ki qasam

Namaz khaire amal ki taraf bulaati hai

Namaz ishqe khuda ka hunar sikhaati hai

Namaz abd ko mabud se milaati hai

Namaz guftugu allah se karaati hai

yehi Namaz gunaahon se bhi bachaati hai

Namaz qabr talak saath saath jaati hai

Namaz wo hai jo faaqon me mustafa ne parhi

jaga ke apne hi qaatil ko murtaza ne parhi

jo chakiyon ki mushaqat me fatema ne parhi

gale laga ke zahar ko jo mujtaba ne parhi

jo chaahta hai ke azmat Namaz ki dekhe

mere hussain ka wo sajda akhri dekhe


parhi Namaz jo aabid ne pushte naaqa par

adaa kiya jise baaqir ne sakhtiyaan seh kar

bayaan kiya jise jaafar ne bar sare mimbar

ruku me barson rahe jiske kaazime muztar

raza ne lab pe sari ar reza sajaa ke parhi

taqi ne taqwa e butaalebi bataa ke parhi

naqi ne naqwate baatil mita mita ke parhi

aur askari ne khabar aakhri suna ke parhi

pase Namaz musalle pe ro raha koyi

imaame asr hai aur hujjate khuda hai wohi....

Monday, 13 October 2014

Ya Ali Maula...




















































Ya Ali....

نظر ﮐﻦ ﺑﺮ ﻋﻠﯽ ﺟﺎﻧﺎ,ﺑﺒﯿﻦ ﺁﻥ ﺁﯾﺖ ﮐﺒﺮﺍ : 
ﻋﻠﯽ ﻋﻘﻞ
  ﻋﻠﯽ ﻋﺎﻗﻞ
    ﻋﻠﯽ ﺩﺍﻧﺶ
      ﻋﻠﯽ ﺩﺍﻧﺎ
        ﻋﻠﯽ ﺭﺍﺯ
          ﻋﻠﯽ ﺣﮑﻤﺖ
            ﻋﻠﯽ ﻫﻤﺖ
              ﻋﻠﯽ ﺭﺃﻓﺖ
                ﻋﻠﯽﻣﻌﻠﻮﻝ
                  ﻋﻠﯽ ﻋﻠﺖ
                    ﻋﻠﯽ ﻫﻤﺘﺎ
                      ﻋﻠﯽ ﺗﻨﻬﺎ
                    ﻋﻠﯽ ﻓﻀﻞ
                  ﻋﻠﯽ ﻓﺎﺿﻞ
                ﻋﻠﯽ ﻋﺪﻝ
              ﻋﻠﯽ ﻋﺎﺩﻝ
            ﻋﻠﯽ ﺣﮑﻢ
          ﻋﻠﯽ ﺣﺎﮐﻢ
        ﻋﻠﯽ ﺩﯾﻦ
      ﻋﻠﯽ ﺩﻧﯿا
    ﻋﻠﯽ ﺩﺍﺩ
  ﻋﻠﯽ ﺩﺍﻭﺭ
ﻋﻠﯽ ﯾﺎﺭ
  ﻋﻠﯽ ﯾﺎﻭﺭ
    ﻋﻠﯽ ﺻﺒﺮ
      ﻋﻠﯽ ﺻﺎﺑﺮ 
        ﻋﻠﯽ ﻋﻠﻮ 
          ﻋﻠﯽ ﺍﻋﻼ 
            ﻋﻠﯽ ﺗﻮﺭﺍﺕ 
              ﻋﻠﯽ ﻗﺮﺁﻥ 
                ﻋﻠﯽ ﺍﻧﺠﯿﻞ 
                  ﻋﻠﯽ ﻓﺮﻗﺎﻥ 
                    ﻋﻠﯽ ﻣﻈﻬﺮ 
                      ﻋﻠﯽ ﺍﻃﻬﺮ 
                    ﻋﻠﯽ ﺯﻫﺪ 
                  ﻋﻠﯽ ﺗﻘﻮﺍ 
                ﻋﻠﯽ ﺍﻋﻠﻢ 
              ﻋﻠﯽ ﺍﻓﻀﻞ
            ﻋﻠﯽ ﺍﻋﺪﻝ 
          ﻋﻠﯽ ﺍﮐﻤﻞ 
        ﻋﻠﯽ ﺑﻬﺘﺮ 
      ﻋﻠﯽ ﺑﺮﺗﺮ 
    ﻋﻠﯽ ﻣﻬﺘﺮ 
  ﻋﻠﯽ ﻣﻮﻻ 
ﻋﻠﯽ ﺳﺮﻭﺭ 
  ﻋﻠﯽﺭﻫﺒﺮ 
    ﻋﻠﯽ ﺣﯿﺪﺭ 
      ﻋﻠﯽ ﺻﻔﺪﺭ 
        ﻋﻠﯽ ﺣﺴﻦ

Elan E Wilayat And Yum e Takmeel e Deen Ke Bahut Bahut Mubarakbad....





Monday, 6 October 2014

Islamic 12 Maah

Islamic 12 maah 


▫1 - Muhrram
▫2 - Safar
▫3 - Rabiul awwal
▫4 - Rabiul aakhar
▫5 - Jmadiul awwal
▫6 - Jmadiul aakhar
▫7 - Rajab
▫8 - Shaban
▫9 - Ramzan
▫10- Shwwal
▫11- Zil qad
▫12- Zil hajj

💭💭Gour karein!💭💭

♻1) Saal ka akhri mahina bhi Qurbani,
Pehla bhi Qurbani.

♻2) Woh bhi 10 ko, ye bhi 10 ko..

♻3) Woh bhi Nabi ka laal, ye bhi Nabi
ka laal..

♻4) Un ki yaad bhi manate hein, in ki
yaad
bhi manate hein.

♻5) Woh Zabh-e-Azeem, ye Shaheed-e-
Azeem..

♻6.) Unhone Khawab nibhaya, inhone
Wada-e-Tifle nibahya..
Woh sabr ki Ibteda, ye sabr ki
Inteha..

♻7) Woh KAABA ke banane wale, ye
KAABA ko bachane wale.





Sunday, 5 October 2014

Saturday, 4 October 2014

Azadare Hussain

Ek ho jao azadaro khuda ke waste
Ektelaaf acha nahi ahle aza k waste


Saaf ho mabood un sino se gheebat ka ghoobar
Sab uthaye haath ro ro ke dua ke waste


Aye mere allah dey sbko tu rizqe halaal
Chahiye pakiza khoo ashke aza k waste


Joan aur qamber ke sadqe main mere aqa husain
Kar ata do gaz zami apne raza ke waste

safeer-e-imam-hazrat-muslim


Safeer-e-Imam-Hazrat-Muslim






“Qatil ne lagai sar-e Muslim (A.S) pe jo shamshir,
Sar kut k pukara mein fida-e sar-e-Shabbir (A.S);
Kothay se giraya jo tan-e-Muslim-e-dilgeer (A.S),
Ya Hyder-e-Karrar (A.S) kaha, aur kahi takbeer;
Qatray tau giray khoon ke damaan-e-Nabi (S.A.W.W.A) mein,
Sar goad mein Zehra (S.A) ki, tan aaghosh-e-Ali (A.S) mein.”

" Salam Ya Hussain (A.S)"

"Asalamoalaka ya Abaabdella -hel -Imam e Hussain a.s."